Artificial Intelligence Me kis language ka use kiya jata hai ||

Aaj ki adhunik duniya me Artificial Intelligence bahut teji se aage badh raha hai. Aur 2025 Tak Artificial Intelligence me bahot sare job create ho jayenge.

Lekin Is job ko karne ke liye aapko yah pata hona chahiye ki aakhir Artificial Intelligence kam kaise karta hai.

Artificial Intelligence me kis programming language ka istemal sabse jyada kiya jata yadi aapko in sabhi ki jankari nahi hai to aap is field me kam nahi kar sakte hai.

Kyoki kishi chij ko karne ke liye aapko uske bare me jankari hona bahut jaroori hai.

To Dosto Aj ke is article me yahi janenge ki aahir Artificial Intelligence me kis language ka istemal kiya jata hai aur aakhir usi language ka istemal sabse jyada kyu kiya jata hai.

Artificial Intelligence Kya hai.

Artificial Intelligence insano dwara banai gai ak technology hai Jiske istemal se machino me sochne samjhane ki shakti di jati hai. Iska istemal Robot ko trained karne ke liye kiya jata hai.

For Example. Insano me pahle se hi sochne aur samjhane ki shakti hoti hai.insan Apne man se kuch bhi kar sakta hai lekin kya robot apne man se kuch bhi nahi kar sakte hai kyoki robot ke pas sochne samjhane ke liye dimak nahi hota hai.

Aur yadi ap robot ko bhi ak insan ki tarah sochne samjhane ki shakti dene chahate hai to aap Artificial Intelligence Aur Machine Learning ke dwara yah kar sakte hai.

Iske liye Aapko sabse pahle programming language sikhata padega kyoki machine Yani ki computer insano ki bhasha nahi jante hai tadi aapki computer se aapki bat karni hai to aapki programming aani jaroori hai.

Ab bat yah aati hai ki Artificial Intelligence aur machine learning me kawn si programming language ka istemal kiya jata hai to chalo iske bare me datails me jante hai.

Best language for Artificial Intelligence.

Yadi aapne Artificial Intelligence me kam karna hai aur abhi tak aaane tay nahi kiya hai ki aapko programm ke liye kawn si language sikhani chahiye.

To ap sahi hagah pe hai. Kyoki hm aapko Top 5 best Artificial Intelligence Programming language ke bare me batane ja raha hu.

  • Python 

Yadi hum baat karte hai Artificial Intelligence me kawn si language istemal kiya jata hai to python ka nam sabse pahle aata hai.

Kyoki python ko koi bhi sikh sakta hai iske syntex bahut hi simple hai. Isliye jyadtar log python ka istemal machine learning ke liye istemal karte hai.

Python mein bahut sare pre built library hai jiske istemal se aap loi bhi programm bahu hi aasani se bana sakte hai bas aapko python ki jankari honi chahiye. 

  • R Programming language

Yadi hm bat kare ki dusari sabse jyada use ki jane vali language kawn si hai to R ka nam dusare number pe aata hai. Kyoki Data Transfer karne ke liye is language istemal sabse jyada kiya jata hai.

R Language machine language se judi sabhi kathin kamo ko aasan kar deta hai. Aur isi vajah se is language ko maine dusare number pe rakha hai.

Yadi aapko lagta hai ki dusare number pe koi aur language ko raki jani chahiye to aap hame comment kar sakte hai.

  • Lisp Programming language

Lisp Fortran ke bad sabse purani high level language hai.Lisp was invented by John McCarthy in 1958. while he was at the Massachusetts Institute of Technology (MIT).

Halani yah purani language hai lekin aah bhi iska istemal Artificial Integellience ke uoyog ke liye kiya jata hai.

Aj ke dino me iske features me bahot sare badlov kiye gaye hai jiski vajah se yag aur bhi popular ho gaya hai.

  1. Prolog

Yadi hm Artificial Integellience me vikash ki bat karte hai to Prolog ak achha option hai. Kyoki iske pattern ak tree ki tarah phaile hote hai yani ki iske pattern se aap kishi bhi programm ki kafi hadh Ak achha sa invironment pradan kar sakte hai.

Prolog ak achha option hai Artificial Integellience me kam karne ke liye yadi aap is language ke bare me nahi jante hai to comment kariye aur hm hald ispar bhi ak article likh denge 

  1. Java

 Java ka apne nam n suna ho aisa to ho nahi sakta hai kyoki jab bhi mobile application banane ki bat aati hai to sabse pahle java ka nam hi aata hai. Kyoki mobile Application development ke liye java kafi accha features pradan karta hai.

Aur Sayad aap nahi jante hai ki java ka istemal Artificial Integellience Aur machine learning me bhi kiya jata hai.

Kyoki java aapko easy use, debugging ease, package services, simplified work with large-scale projects, graphical representation of data and better user interaction  Jaise kai sari feature java aapko pradan karta hai.

Conclusion.

Artificial Intelligence ke bare to ab aapko pata chal hi gaya hoga. Aur mujhe ummid hai ki aapko yah article pasand aaya hoga.

Yadi aapko isi tarah ki aur bhi jankari chahiye to aap Comment karke hamse pata sakte hai. Aur hm us article ko jald se jald likhne ki puri kosis karenge.

Read This

An aspiring MCA student formed an obsession with Blogging, SEO, Digital Marketing, and Helping Beginners To Build Amazing WordPress Websites.

Leave a Comment